Kal nahi tha woh song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Thirupur Mani. This song was released on 01 Jan 2018.
Kal nahi tha wo kya hai aaj ye
Kah gayi ye hawa kya mujhe
Kahi ye khwab to nahi
Kahi ye pyar to nahi
Har dam aas ho gayi kyu man me


Kal nahi tha wo kya hai aaj ye
Kah gayi ye hawaye kya mujhe
Ye kya hal ho gaya
Mujhko ye kya ho gaya
Hur dum aas ho gayi
Kyu man me


Ham khuda bhi kaha
Maa ki mamta bina
Swapan aate nahi pyar jage bina
Hai kaha ye mohabbat
Chahto ke bina
Dhadkano ki juda dhadkano se suni
Uth raha hai dhua aag to hai wahi
Pyar milta hai jaha pe
Zindagi hai wahi


Kal nahi tha wo kya hai aaj ye
Kah gayi ye hawaye kya mujhe
Kahi ye khwab to nahi
Kahi ye pyar to nahi
Har dam aas ho gayi kyu man me
Kal nahi tha wo kya hai aaj ye
Kah gayi ye hawaye kya mujhe


Aasma hai jaha hai sitare waha
Chandani hai jaha chandarma hai waha
Manjile hai wahi pe pyar hota jaha
Pyar ki rah pe aap jo mil gaye
Rah me hazaro deep kyu jal gaye
Aaj kyu mere man me
Phul khil gaye


Kal nahi tha wo kya hai aaj ye
Kah gayi ye hawaye kya mujhe
Kahi ye khwab to nahi
Kahi ye pyar to nahi
Har dam aas ho gayi kyu man me
Kal nahi tha wo kya hai aaj ye
Kah gayi ye hawaye kya mujhe.