Tujhe Apne Husn Pe Lyrics - Ila Arun | Alka Yagnik | Ali Ghani | Mohammad Salamat
in Albums
Watch the Video
Song Information
Tujhe apne husn pe song is from Woh Mera Hoga (2000) and it is sung by Alka Yagnik and Mohammad Salamat.It stars Ila Arun, Alka Yagnik, Ali Ghani and Mohammad Salamat in leading roles. This song is penned by Qaiser Ul Jafri and composed by Ali Ghani. This song was released on 20 Mar 2000.
Lyrics
Tujhe apne husn pe
Naaz hain to huaa kare
Tujhe apne husn pe
Naaz hain to huaa kare
Kabhi kam na ho ye
Tera shabaab khuda kare
Meri mehzabi meri
Humnashi meri berukhi ko
Khabar nahi mera
Ishq bhi koi cheez hain
Mera ishq bhi koi cheez hain
Mera ishq bhi koi cheez hain
Mera ishq bhi koi cheez hain
Tujhe apne husn pe
Naaz hain to huaa kare
Tujhe apne husn pe
Naaz hain to huaa kare
Aye jaanewafa aye jaane ghazal
Parde se nikal kar bahar aa
Parde se nikal kar bahar aa
Ek hath mein aanchal tham ke rakh
Ek hath mein khanajar lekar aa
Ek hath mein khanajar lekar aa
Tu jahan jahan bhi kadam rakhe
Mera dil tadap ke gire wahin
Mera dil tadap ke gire wahin
Teri dilbari ko khabar nahi
Mera ishq bhi koi cheez hain
Mera ishq bhi koi cheez hain
Mera ishq bhi koi cheez hain
Tujhe apne husn pe
Naaz hain to huaa kare
Tujhe apne husn pe
Naaz hain to huaa kare
Kabhi kam na ho ye
Tera shabaab khuda kare
Meri mehzabi meri
Humnashi meri berukhi ko
Khabar nahi mera
Ishq bhi koi cheez hain
Mera ishq bhi koi cheez hain
Mera ishq bhi koi cheez hain
Mera ishq bhi koi cheez hain
Tujhe apne husn pe
Naaz hain to huaa kare
Tujhe apne husn pe
Naaz hain to huaa kare
Kis baat pe aakhir ruthi ho
Aana bhi nahi jaana bhi nahi
Aana bhi nahi jaana bhi nahi
Jo pyar kare uss aashiq par
Iss tarah sitam dhate hain kahin
Iss tarah sitam dhate hain kahin
Mere dil ka dard samaj kabhi
Meri dhadkano ka khayaal kar
Meri dhadkano ka khayaal kar
Teri khamoshi ko khabar nahi
Mera ishq bhi koi cheez hain
Mera ishq bhi koi cheez hain
Mera ishq bhi koi cheez hain
Tujhe apne husn pe
Naaz hain to huaa kare
Tujhe apne husn pe
Naaz hain to huaa kare
Kabhi kam na ho ye
Tera shabaab khuda kare
Meri mehzabi meri
Humnashi meri berukhi ko
Khabar nahi mera
Ishq bhi koi cheez hain
Mera ishq bhi koi cheez hain
Mera ishq bhi koi cheez hain
Mera ishq bhi koi cheez hain
Tujhe apne husn pe
Naaz hain to huaa kare
Tujhe apne husn pe
Naaz hain to huaa kare
Aankhon mein sazi hain baarate
Nas nas mein baji hain sehnaai
Nas nas mein baji hain sehnaai
Do pyaar bhare dil mil jaayenge
Kehati hain ye meri angadaai
Kehati hain ye meri angadaai
Tujhe aaine ki hain justazoo
To mujhe nazar ki talaash hain
To mujhe nazar ki talaash hain
Tera ishq bhi hain kamaal ka
Mujhe tere ishq pe naaz hain
Mujhe tere ishq pe naaz hain
Tujhe apne husn pe naaz
Mujhe tere ishq pe naaz hain
Tujhe apne husn pe naaz.