Wada Kiya Hai Wada Karenge Lyrics - Ila Arun | Alka Yagnik | Ali Ghani | Mohammed Salamat
in Albums
Watch the Video
Song Information
Wada kiya hai wada karenge song is from Woh Mera Hoga (2000) and it is sung by Alka Yagnik and Mohammed Salamat.It stars Ila Arun, Alka Yagnik, Ali Ghani and Mohammad Salamat in leading roles. This song is penned by Zameer Kazmi and composed by Ali Ghani. This song was released on 20 Mar 2000.
Lyrics
Ye apne khoon se
Tujhko payaam likhana hai
Har ek saans mujhe
Tere naam likhana hai
Wada kiya hai wada karenge
Jab tak jeeyenge tujh pe marenge
Wada kiya hai wada karenge
Jab tak jeeyenge tujh pe marenge
Tujh pe marenge tujh pe marenge
Marke bhi tera dawa karenge
Wada kiya hai wada karenge
Jab tak jeeyenge tujh pe marenge
Dekh hain jab se ghaayal hai tere
Ghaayal hai tere ghaayal hai tere.
Aashiq hai tere paagal hai tere
Paagal hai tere paagal hai tere
Na jaane kaun si
Manzil pe pyar hai tera
Tu samane hai magar
Intazaar hai tera
Teri judaai seh na sakenge
Seh na sakenge seh na sakenge
Tujhse bichhad kar reh na sakenge
Tujhse bichhad kar reh na sakenge
Wada kiya hai wada karenge
Jab tak jeeyenge tujh pe marenge
Dil mein chhupakar tasveer teri
Din raat tujhko dekha karenge
Wada kiya hai wada karenge
Jab tak jeeyenge tujh pe marenge
Tere bina ye duniya bhi kya hai
Duniya bhi kya hai
Duniya bhi kya hai
Jeena bhi jaise koi saza hain
Koi saza hain koi saza hain
Tu meri zindagi hai
Meri jaan bhi tu hai
Zameen bhi hain mera
Aasman bhi tu hain
Sapne bhi tere aankhein bhi tere
Aankhein bhi tere aankhein bhi tere
Aye dil bhi tera saanse bhi teri
Aye dil bhi tera saanse bhi teri
Wada kiya hai wada karenge
Jab tak jeeyenge tujh pe marenge
Iss dil mein teri murat bana kar
Chaha karenge tujhe pooja karenge
Wada kiya hai wada karenge
Jab tak jeeyenge tujh pe marenge
Jab tak jeeyenge tujh pe marenge
Marke bhi tera dawa karenge
Wada kiya hai wada karenge
Jab tak jeeyenge tujh pe marenge
Wada kiya hai wada karenge
Jab tak jeeyenge tujh pe marenge
Wada kiya hai wada karenge
Jab tak jeeyenge tujh pe marenge.