Jo Mere Peeche Peeche Is Tarah Aaoge Lyrics - Ila Arun | Alka Yagnik | Ali Ghani | Mohammad Salamat
in Albums
Watch the Video
Song Information
Jo mere peeche peeche is tarah aaoge song is from Woh Mera Hoga (2000) and it is sung by Alka Yagnik and Mohammad Salamat.It stars Ila Arun, Alka Yagnik, Ali Ghani and Mohammad Salamat in leading roles. This song is penned by Prashant Vasl and composed by Ali Ghani. This song was released on 20 Mar 2000.
Lyrics
Jo mere peeche peeche
Is tarah aaoge
Mujhe sataoge raste
Mein yun bulaoge
Haan to itana jaan lo
Chhup jaaungi wahan jaakar
Jahan kabhi bhi mujhe
Dhundh tum na paaoge
Kaise jaanoge tum
Kaise jaanoge tum
O mere meherbaan
Main chhupi hun kahan
Main chhupi hun kahan
Main chhupi hun kahan
Main chhupi hun kahan
Khabar mujhe bhi hain
Tumko bhi ill ho shayad
Shamma kahin bhi ho
Parwana dhundh leta hain
Haan wafa ki roshani
Khud rasta dikhati hain
Apne mehboob ko
Deewana dhundh leta hain
Dhundh legi tumhen
Dhundh legi tumhen
Ye nazar jaane jaa
Tum chhupogi kahan
Tum chhupogi kahan
Tum chhupogi kahan
Tum chhupogi kahan
Tum chhupogi kahan
Tum chhupogi kahan
Tum chhupogi kahan
Tum chhupogi kahan
Chaand taaro se in nazaro se
Sokh phoolo ki inn kataron se
Haan chaand taaro se in nazaro se
Sokh phoolo ki inn kataron se
Puchh lunga main tere ghar ka patta
Mehaki mehaki si inn baharo se
Jaanate hain ye zameen aasman
Tum chhupogi kahan
Tum chhupogi kahan
Tum chhupogi kahan
Tum chhupogi kahan
Kaise jaanoge tum
O mere meherbaan
Main chhupi hun kahan
Main chhupi hun kahan
Main chhupi hun kahan
Main chhupi hun kahan
Chaand taaro ki inn nazaro ko
Apne aanchal mein
Baandh lungi main
Ho chaand taaro ki
Inn nazaro ko
Apne aanchal mein
Baandh lungi main
Shokh phoolo ki
In kataron ko
Apne ghar ka patta
Na dungi main
Dhundha na tum mujhe
Phir yahan se wahan
Main chhupi hun kahan
Main chhupi hun kahan
Main chhupi hun kahan
Main chhupi hun kahan
Dhundh legi tumhen
Ye nazar jaane jaa
Tum chhupogi kahan
Tum chhupogi kahan
Tum chhupogi kahan
Tum chhupogi kahan
Kuchh bhi kehale tu
Jubaan se e humdum
Tere khayalo mein
Base hain hum hi hum
Yun baato baato mein
Ye kya kiya tumne
Jo dil mein thaa mere
Woh keh diya tumne
Zameen hain jab se
Hain aasman jab se
Ye dil tumhara hi
Deewana hain kab se
Do badan hain magar
Ek hain apni jaan
Tum jahan main wahan
Main wahan tum jahan
Tum jahan main wahan
Main wahan tum jahan
Do badan hain magar
Ek hain apni jaan
Tum jahan main wahan
Main wahan tum jahan
Tum jahan main wahan
Main wahan tum jahan
Tum jahan main wahan
Main wahan tum jahan
Tum jahan main wahan
Main wahan tum jahan.