Suno Seeta Ki Kahani Lyrics - Biraj Bahu | Randhir | Kamini Kaushal | Abhi Bhattacharya | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Suno seeta ki kahani song is from Biraj Bahu (1954) and it is sung by Mohammed Rafi.It stars Randhir, Kamini Kaushal, Abhi Bhattacharya, Kammo in leading roles. This song is penned by Prem Dhawan and composed by Salil Choudhary. It is produced by Hiten Choudhury. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Bol gayi dharti ki kaya
Papa gayo aakal
Bina dosh ke sita ko
Jab ram gayo vanvas
Suni sita ki kahani ke
Wo mahlo ki rani
Chhod ghar bar gayi
Vanvas kisi ne kadar na jani
Suni sita ki kahani
Ke wo mahlo ki rani
Chhod ghar bar gayi
Vanvas kisi ne kadar na jani
Dagar dagar bhatke
Vanvas pag pag thokar khaye
Bhukhi pyasi phire ho
Van me man me pir chhupaye
Pad gaye chhlae pavo
Me do nayan kamal murjhaye
Ramsiya ram jai jai ramsiya ram
Ramsiya ram jai jai ramsiya ram
Ramsiya ram jai jai ramsiya ram
Pad gaye chhlae pavo
Me do nayan kamal murjhaye
Nayan kamal murjhaye
Kaise sune ye katha
Koi kaise koi sunaye
Ram siyaram siyaram
Ram siyaram siyaram
Kaise sune ye katha
Koi kaise koi sunaye
Chhalak pade nayan ki gagri
Cham cham barse pani re
Cham cham barse pani
Suni sita ki kahani
Ke wo mahlo ki rani
Chhod ghar bar gayi
Vanvas kisi ne kadar na jani
Dekho duniya walo
Sita sati ki prit mahan
Sati sita ki prit mahan
Jisne diya vanvas
Usi ke hi karti gungan
Usi ke hi karti gungan
Kahe parbhu se kuch
Mangu to mangu ye vardan
Ramsiya ram jai jai ramsiya ram
Ramsiya ram jai jai ramsiya ram
Kahe parbhu se kuch
Mangu to mangu ye vardan
Mangu ye vardan
Apne pati ke charno
Me hi nikle mere paran
Ram siyaram siyaram
Ram siyaram siyaram
Apne pati ke charno
Me hi nikle mere paran
Ram siyaram siyaram
Ram siyaram siyaram
Apne pati ke charno me
Hi nikle mere paran.