Sun le daastan song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by C. M. Thakkar. This song was released on 31 Dec 1961.
Sunle dasta yu na sata
Chhodo ye ada ye to bata
Kya hai tera kya hai pata
Sunle dasta yu na sata
Chhodo ye ada ye to bata
Kya hai tera kya hai pata


Surat to bahut achi hai
Aji nam bhi acha hoga
Surat to bahut achi hai
Aji nam bhi acha hoga
Awaz e wafa acha hai
Anzam bhi acha hoga
Sunle dasta yu na sata
Chhodo ye ada ye to bata
Kya hai tera kya hai pata


Gussa to bahut pyara hai
Aji pyar bhala kya hoga
Gussa to bahut pyara hai
Aji pyar bhala kya hoga
Inkar bahut dikash hai
Ikrar bhala kya hoga
Sunle dasta yu na sata
Chhodo ye ada ye to bata
Kya hai tera kya hai pata


Aji ek najar to dekho
Ulfat ka asar to dekho
Aji ek najar to dekho
Ulfat ka asar to dekho
O sokh hasi hum bure nahi
Ek bar idhar to dekho
Sunle dasta yu na sata
Chhodo ye ada ye to bata
Kya hai tera kya hai pata.