Socha na samjha song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kumar Butani. This song was released on 01 Jan 2018.
Socha na samjha na dekha na bhala
Aankh band ki aur pyar kar dala
Socha na samjha na dekha na bhala
Aankh band ki aur pyar kar dala
Oo ho nigodi jawaani kis
Zanam ka ber nikala
Socha na samjha na dekha na bhala
Aankh band ki aur pyar kar dala


Sine me tere dil hai
Dil hai ya koi pathar
Sine me tere dil hai
Dil hai ya koi pathar
Berukhi ada hai ya
Sitam koi hum par
Ye shama ulfat ki kahi
Jalte jalte bujh na jaye
Oo ho nigodi jawaani kis
Janam ka ber nikala
Socha na samjha na dekha na bhala
Aankh band ki aur pyar kar dala


Gumsum gumsum baitho ho
Kuch to tum bhi bolo
Gumsum gumsum baitho ho
Kuch to tum bhi bolo
Yado ki dulhan ka zara
To ghungat kholo
Ye amanat tumhari ab
Tak jo sambhali kahi
Kho na jaye
Oo ho nigodi jawaani kis
Zanam ka ber nikala


Socha na samjha na dekha na bhala
Aankh band ki aur pyar kar dala
Oo ho nigodi jawaani kis
Zanam ka ber nikala
Socha na samjha na dekha na bhala
Aankh band ki aur pyar kar dala.