Batli wali ne song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kumar Butani. This song was released on 01 Jan 2018.
Batli wale ne batli diya
Thoda sa humne bhi andar kiya
Roz marta tha aaj hum jiya
Bolo achha kiya ya bura kiya
Batli wale ne batli diya
Thoda sa humne bhi andar kiya
Roz marta tha aaj hum jiya
Bolo achha kiya ya bura kiya


Mhaman banke aaya aur bas gaya
Hum chakar dete huye khud fas gaya
Arey mhaman banke aaya aur bas gaya
Hum chakar dete huye khud fas gaya
Falatu me hum ye zokhim liya
Arey, lambu ne humko lut liya
Batli wale ne batli diya
Thoda sa humne bhi andar kiya
Roz marta tha aaj hum jiya
Bolo achha kiya ya bura kiya


Ghar bhi liya aur sab kuch liya
Lfade pe usne lfada kiya, arey
Ghar bhi liya aur sab kuch liya
Lfade pe usne lfada kiya
Apun ke pas hai tigadam bahut
Ab hum banega lambu ki mot
Batli wale ne batli diya
Thoda sa humne bhi andar kiya
Roz marta tha aaj hum jiya
Bolo achha kiya ya bura kiya.