Shola nahin hota song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 12 Aug 2008.
Shola nahin hota ke sharara nahi hota
Shola nahin hota ke sharara nahi hota
Aankhon ke ishare ho to kya kya nahi hota
Shola nahin hota ke sharara nahi hota


Kehane ko to deewane bahot se hain jahan mein
Kehane ko to deewane bahot se hain jahan mein
Sab mein to mohabbat ka salika nahi hota
Shola nahin hota ke sharara nahi hota
Shola nahin hota ke sharara nahi hota


Rehata hain koi paas bahot paas hamesa
Rehata hain koi paas bahot paas hamesa
Tanhaai mein dil rehake bhi tanhaa nahi hota
Shola nahin hota ke sharara nahi hota
Shola nahin hota ke sharara nahi hota


Jajbaat ki buniyaad pe ek taj mahel hain
Jajbaat ki buniyaad pe ek taj mahel hain
Ye ishq koi khel tamasha nahi hota
Shola nahin hota ke sharara nahi hota
Shola nahin hota ke sharara nahi hota.