Meri taqdeer mein jalna hai song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 11 Jun 2005.
Meri taqdeer mein jalna hai
To jal jaaunga
Meri taqdeer mein jalna hai
To jal jaaunga
Meri taqdeer mein jalna hai
To jal jaaunga
Tera wada tera wada to nahi hoon
Jo badal jaaunga
Tera wada to nahi hoon
Jo badal jaaunga
Meri taqdeer mein jalna hai
To jal jaaunga


Soj bhar do bhar do bhar do
Soj bhar do mere seene mein
Ghume ulfat ka
Soj bhar do bhar do bhar do
Soj bhar do bhar do bhar do
Soj bhar do mere seene mein
Ghume ulfat ka
Main koi main koi mom nahi hoon
Jo pigal jaaunga
Main koi mom nahi hoon
Jo pigal jaaunga
Tera wada to nahi hoon
Jo badal jaaunga
Meri taqdeer mein jalna hai
To jal jaaunga


Dard kehta hain ke ghabhrake
Sabe furkat mein
Dard kehta hain ke
Dard kehta hain ke ghabhrake
Sabe furkat mein
Aah bankar tere pehalu se
Nikal jaaunga
Aah bankar tere pehalu se
Nikal jaaunga
Tera wada to nahi hoon
Jo badal jaaunga
Meri taqdeer mein jalna hai
To jal jaaunga


Mujhko samjao na sahil
Mujhko samjao na sahil
Mujhko samjao na sahil
Mujhko samjao na sahil
Main ek din khud hi
Mujhko samjao na sahil
Main ek din khud hi
Thokare khake mohabbat mein
Sambhal jaaunga
Tera wada to nahi hoon
Jo badal jaaunga
Meri taqdeer mein jalna hai
To jal jaaunga
To jal jaaunga.