Phir Daman – E – Umeed Lyrics - Peenaz Masani | Penaz Masani

2008

Lyrics

Phir daman – e – umeed ko
Phoolo se bhar gaya
Phir daman – e – umeed ko
Phoolo se bhar gaya
Jaadu bhare nigaah se
Jaadu sa kar gaya
Phir daman – e – umeed ko

Bas dekhate hi dekhate
Duniya badal gayi
Bas dekhate hi dekhate
Duniya badal gayi
Kuchh sochate hi sochate
Chehara udhar gaya
Kuchh sochate hi sochate
Chehara udhar gaya
Phir daman – e – umeed ko

Bekaabu beqaraar thaa
Pehale gi dilbar
Bekaabu beqaraar thaa
Pehale gi dilbar
Dil ka khayal aur bhi
Betaab kar gaya
Dil ka khayal aur bhi
Betaab kar gaya
Phir daman – e – umeed ko

Ek bekhudi ka naam
Mohabbat hain dosto
Ek bekhudi ka naam
Mohabbat hain dosto
Chahat mein kis ko hosh hain
Kyaa kyaa guzar gaya
Chahat mein kis ko hosh hain
Kyaa kyaa guzar gaya
Phir daman – e – umeed ko

Kuchh bhi patta nahi hain
Mohabbat mein inn dino
Kuchh bhi patta nahi hain
Mohabbat mein inn dino
Kab raat subah ban gayi
Kab din guzar gaya
Kab raat subah ban gayi
Kab din guzar gaya
Phir daman – e – umeed ko
Phoolo se bhar gaya
Jaadu bhare nigaah se
Jaadu sa kar gaya
Phir daman – e – umeed ko.