Phool sitare dariya song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 12 Aug 2008.
Phool sitare dariya unn aankhon ke naam
Hum ne likhe hain kya kya unn ankhon ke naam
Phool sitare dariya unn aankhon ke naam
Hum ne likhe hain kya kya unn ankhon ke naam
Phool sitare dariya unn aankhon ke naam


Jin aankhon ne meri neende chhini hain
Jin aankhon ne meri neende chhini hain
Mera har ek sapna unn aankhon ke naam
Hum ne likhe hain kya kya unn ankhon ke naam
Phool sitare dariya unn aankhon ke naam


Aaj se unke saare bandhan mere hain
Aaj se unke saare bandhan mere hain
Aaj se har ek rishta unn aankhon ke naam
Hum ne likhe hain kya kya unn ankhon ke naam
Phool sitare dariya unn aankhon ke naam


Kuch bhi kaho lagta hain baat adhuri hain
Kuch bhi kaho lagta hain baat adhuri hain
Sher kahe hain kyaa kyaa unn aankhon ke naam
Hum ne likhe hain kya kya unn ankhon ke naam
Phool sitare dariya unn aankhon ke naam
Hum ne likhe hain kya kya unn ankhon ke naam
Phool sitare dariya unn aankhon ke naam.