Shauq khwab ka song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Dr.Anil.K. Mehta. This song was released on 15 Jan 1999.
Shauq khwab ka hai wo nind aaye na
Shauq khwab ka hai wo nind aaye na
Jhooth bolta hai roz roz aaina
Shauq khwab ka hai wo nind aaye na
Jhooth bolta hai roz roz aaina


Saans jo sulagti hai
Saans jo sulagti hai
To aankh jalti hai
Kya pata ye dil ki hai ya meri galti hai
Kisko main manau karu dua uda aaina
Jhooth bolta hai roz roz aaina
Shauq khwab ka hai wo nind aaye na


Nukata chi hai dil mera
Nukata chi hai dil mera
Mujhe sakun nahi
Main kahu ke yu do dil kahe
Ke yu nahi
Janti hu sab magar mujh mein aaina
Jhooth bolta hai roz roz aaina
Shauq khwab ka hai wo nind aaye na.