Yeh kya hua mujhko song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Tarachand Barjatya. This song was released on 01 Jan 2018.
Ye kya huya mujhko
Lage duniya nayi nayi
Sab kuch badal gaya
Ya mai hi badal gayi
Ye kya huya mujhko
Lage duniya nayi nayi
Sab kuch badal gaya
Ya mai hi badal gayi
Ye kya huya ye kya huya


Aaj pawan jab mujhe chhuye to
Kanp ke tan man rahe jaye
Aaj to meri sanso se mujhko
Chandan ki khusboo aaye
Naina se bhi nazar churau
Naina itne sharmaye
Ye kya huya mujhko
Lage duniya nayi nayi
Sab kuch badal gaya
Ya mai hi badal gayi
Ye kya huya ye kya huya


Nachate mor bhi puchh rahe hai
Kon mila tujhe raho me
Sari duniya mujhiko dekhe
Acharaj sab ki nigaho me
Ambar ne jyu utha liya
Ho dharti ko baho me
Ye kya huya mujhko
Lage duniya nayi nayi
Sab kuch badal gaya
Ya mai hi badal gayi
Ye kya huya mujhko
Lage duniya nayi nayi
Sab kuch badal gaya
Ya mai hi badal gayi
Ye kya huya ye kya huya.