Shaam ki aankh hain song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1998.
Shaam ki aankh hain poornam
Mujhe tanhaa na karo
Shaam ki aankh hain poornam
Mujhe tanhaa na karo
Dil ko das jaayega yeh gham
Mujhe tanhaa na karo
Mujhe tanhaa na karo
Shaam ki aankh hain poornam
Mujhe tanhaa na karo


Tumse kyaa aankh mili
Saare alam chhod gaye
Tumse kyaa aankh mili
Saare alam chhod gaye
Loat aayega har ek gham
Mujhe tanhaa na karo
Shaam ki aankh hain poornam
Mujhe tanhaa na karo


Tum chale utha keto
Har cheez theher jaayegi
Tum chale utha keto
Har cheez theher jaayegi
Theher jaayega mera dam
Mujhe tanhaa na karo
Mujhe tanhaa na karo
Shaam ki aankh hain poornam
Mujhe tanhaa na karo


Jaan shaizaad hai tum bin
Koi bezaan badan
Jaan shaizaad hai tum bin
Koi bezaan badan
Tumhi kaatil tum hi khaza
Mujhe tanhaa na karo
Shaam ki aankh hain poornam
Mujhe tanhaa na karo
Dil ko das jaayega yeh gham
Mujhe tanhaa na karo
Mujhe tanhaa na karo
Shaam ki aankh hain poornam
Mujhe tanhaa na karo.