Aaya tha jis pe dil song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1998.
Aaya tha jis pe dil mera
Dilbar na hosaka
Aaya tha jis pe dil mera
Dilbar na hosaka
Rehta thaa jis mein
Main aur mera ghar na hosaka
Aaya tha jis pe dil mera
Dilbar na hosaka


Dukh ki kisi pe aanch padi
Main pigal gaya
Dukh ki kisi pe aanch padi
Main pigal gaya
Main pigal gaya
Dil mera moam hi raha
Patthar na ho saka
Rehta thaa jis mein
Main aur mera ghar na hosaka
Aaya tha jis pe dil mera
Dilbar na hosaka


Baahar na aa saka jo kabhi
Apne nizaat se
Baahar na aa saka jo kabhi
Apne nizaat se
Apne nizaat se
Talaab ho kabhi bhi
Samandar na ho saka
Rehta thaa jis mein
Main aur mera ghar na hosaka
Aaya tha jis pe dil mera
Dilbar na hosaka


Kehne ko humsafar thaa
Har kadam kadam mera
Kehne ko humsafar thaa
Har kadam kadam mera
Har kadam kadam mera
Woh jiska pyaar mera
Muqaddar na ho saka
Rehta thaa jis mein
Main aur mera ghar na hosaka
Aaya tha jis pe dil mera
Dilbar na hosaka
Rehta thaa jis mein
Main aur mera ghar na hosaka.