Guzar na jaaye song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1998.
Guzar na jaaye kahin
Arz e haal ka mausam
Guzar na jaaye kahin
Arz e haal ka mausam
Yahin to hai kisi darpar
Sawaal ka mausam
Guzar na jaaye kahin
Arz e haal ka mausam


Humaare dil ko
Chehekna zuroor hai abke
Humaare dil ko
Chehekna zuroor hai abke
Khushi ki rut ho yaa
Ranjo manaar ka mausam
Guzar na jaaye kahin
Arz e haal ka mausam


Humaare dil pe jo dastak
Kabhi hawaane di
Humaare dil pe jo dastak
Kabhi hawaane di
To yun laga palat aaya
Bisaal ka mausam
Guzar na jaaye kahin
Arz e haal ka mausam


Kisi ke shehre wafa ki
Fizza qateel na puchh
Kisi ke shehre wafa ki
Fizza qateel na puchh
Gazab ki aabohawa thi
Kamaal ka mausam
Guzar na jaaye kahin
Arz e haal ka mausam
Yahin to hai kisi darpar
Sawaal ka mausam
Guzar na jaaye kahin
Arz e haal ka mausam.