satyam shivam sundaram Lyrics - Shashi Kapoor | Zeenat Aman | Lata Mangeshkar

1978

Lyrics

ishvar satya hai
satya hii shiv hai
shiv hii sundar hai
jaago uth kar dekho
jiivan jyot ujaagar hai
satyam shivam sundaram - 2
ishvar satya hai
satya hii shiv hai
shiv hii sundar hai
satyam shivam sundaram - 2
raam avadh men kaashii men shiv kaanhaa vrindavan men
dayaa karo prabhuu dekhuun in ko - 2
har ghar ke aangan men
raadhaa mohan sharanam
satyam shivam sundaram - 2
ek suuryaa hai ek gagan hai ek hii dharatii maataa
dayaa karo prabhuu ek banen sab
sab kaa ek se naataa
raadhaa mohan sharanam
satyam shivam sundaram - 2