Sathiyo sun lo zara song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Sathiyo sun lo zara dasta
Aavaj do tum kha
Dekho aakhe khol ke
Ho rha hai yha kya
Sun lo jara ye dasta
Aavaj do tum kha


Ek mati se bane ham
Sab ka ek bagwan hai
Wo bhi ek insan hai
Ye bhi ek insan hai
Us taraf ucha mahal hai
Es taraf jopdi
Farak etna kis liye
Insaniyat soche khadi


Us taraf bukha or nirasa
Ka nisa tak bhi nhi
Es taraf ek sarad chule mein
Duaa tak bhi nhi
Us taraf rangin srabe
Mej par aane ko hai
Es taraf pine ko aasu
Tokre khane ko hai


Kam na bagwan kahai
Or na setan ka
Kam hai insan ka insan ka
Insan ka insan ka
Hamne duniya ko bigadha
Ham banayege ese
Hamne insan ko giraya
Ham utayege ese
Hamne insan ko giraya
Ham utayege ese.