Pyaar Karta Hai Tu Lyrics - Behroopia | Helen | Hira Lal | Dheeraj Kumar | Asha Bhosle | Nandu Bohra
in Movies
Watch the Video
Song Information
Pyaar karta hai tu song is from Behroopia (1971) and it is sung by Asha Bhosle and Nandu Bohra.It stars Helen, Hira Lal, Dheeraj Kumar and Sneh Lata in leading roles. This song is penned by Anjaan and composed by Usha Khanna. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Kya tu hai kya tu hai kya tu hai
Kya tu hai kya tu wahi hai jo
Pyaar karta hoon
Main jis haseena se
Pyaar karta hoon
Main jis haseena se
Woh main hoon
Woh main hoon
Woh main hoon
Haan main hoon
Woh main
Wahin hoon main
Pyaar karta hai
Tu jis haseena se
Haan pyaar karta hai
Tu jis haseena se
Woh main hoon haan
Main hoon ji main hoon
Haan main hoon
Teri raahon mein bikhari hai
Jawaan parchhaiyaan meri
Idhar aa jaa bulaati hai
Tujhe angadaiyaan meri
Teri raahon mein bikhari hai
Jawaan parchhaiyaan meri
Idhar aa jaa bulaati hai
Tujhe angadaiyaan meri
Haan main wahin hoon main
Pyaar karta hai tu jis haseena se
Haan pyaar karta hai
Tu jis haseena se
Woh main hoon haan
Main hoon ji main hoon
Haan main hoon
Nahin dekha kabhi tujhko
Magar pehchaanti hoon main
Tera dil hai meri manzil
Bas itna jaanti hoon main
Nahin dekha kabhi tujhko
Magar pehchaanti hoon main
Tera dil hai meri manzil
Bas itna jaanti hoon main
Haan main wahin hoon main
Pyaar karta hai
Tu jis haseena se
Haan pyaar karta hai
Tu jis haseena se
Woh main hoon haan
Main hoon ji main hoon
Haan main hoon
Kai dil hai kadmon mein
Magar sab se nazar phere
Tere khwabon ki shehzaadi
Khadi hai saamne tere
Kai dil hai kadmon mein
Magar sab se nazar phere
Tere khwabon ki shehzaadi
Khadi hai saamne tere
Haan main wahin hoon main
Pyaar karta hai
Tu jis haseena se
Haan pyaar karta hai
Tu jis haseena se
Kya tu hai woh main hoon
Kya tu hai woh main hoon
Kya tu hai woh main hoon
Haan main hoon.