Salamat rahe dostana hamara song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Yash Johar. This song was released on 08 Oct 1980.
Bane chaahe dushman
Zamana hamara
Bane chaahe dushman
Zamana hamara
Salamat rahe dostana hamara


Bane chaahe dushman
Zamana hamara
Salamat rahe dostana hamara
Salamat rahe dostana hamara


Bane chaahe dushman
Zamana hamara
Salamat rahe dostana hamara


Woh khwaabon ke din
Woh kitaabon ke din
Woh khwaabon ke din
Woh kitaabon ke din
Sawaalon ki raaten jawabo ke din
Kayi saal humne guzaare yahaan
Yahin saath khele hue hum
Jawaan hue hum jawaan
Tha bachpan bada
Aashiqana hamara
Salamat rahe dostana hamara


Bane chaahe dushman
Zamana hamara
Salamat rahe dostana hamara


Na bichhdenge mar
Ke bhi hum doston
Na bichhdenge mar
Ke bhi hum doston
Humein dosti
Ki kasam doston
Pata koyi poochhe
To kehte hain hum
Ke ek duje ke dil me rehte
Hain hum rehte hain hum
Nahin aur koyi thikana hamara
Salamat rahe dostana hamara


Bane chaahe dushman
Zamana hamara
Salamat rahe dostana hamara
Salamat rahe dostana hamara


Bane chaahe dushman
Zamana hamara
Salamat rahe dostana hamara.