sajan re jhuuTh mat bolo, khudaa ke paas jaanaa hai Lyrics - Waheeda Rehman | Raj Kapoor | Nutan | Mukesh
1966
Lyrics
sajan re jhuuth mat bolo, khudaa ke paas jaanaa hai
na haathii hai naa ghodaa hai, vahaan paidal hii jaanaa hai
tumhaare mahal chaubaare, yahiin rah jaaenge saare - 2
akad kis baat ki pyaare
akad kis baat ki pyaare, ye sar phir bhii jhukaanaa hai

bhalaa kiijai bhalaa hogaa, buraa kiijai buraa hogaa - 2
bahii likh likh ke kyaa hogaa
bahii likh likh ke kyaa hogaa, yahiin sab kuchh chukaanaa hai

ladakapan khel men khoyaa, javaanii niind bhar soyaa - 2
budhaapaa dekh kar royaa
budhaapaa dekh kar royaa, vahii kissaa puraanaa hai