SuniyeAaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaa aaa aaaaaaaaSaaf karoSaaf karo insaaf karoSaaf karo insaaf karoBhai bhool bhulaiyyaan maaf karoBhai bhool bhulaiyyaan maaf karoHai ek paheli badi naweliHai ek paheli badi naweliJo boojhe to baney kalandarJo boojhe to baney kalandarAur na boojhe toBandar bandar bandarKai baras to kabhi na aayeArre kai baras to kabhi na aayeAur aaye to phir kabhi na jaayeHai aaye to phir kabhi na jaaye?Hoo kaato phenkoPhir aa jaayeBoojhe koi ye batlaayeKai baras to kabhi na aayeAaye to phir kabhi na jaayeKaato phenko phir aa jaayeKaato phenko phir aa jaayeArre, aisa lagta hai jaise hum log gadhon ke gaaon mein aa gayeHahahaChachaa, ye to gaali de rahe hainArre re re reGadhe nahin, soorten to dekho, ullu aur bandron ke gaaon mein aa gaye hainShivnath, daadhi to nahinDaadhi?Haan kaato, phenko phir aa jaayeKai baras tak. . . Arre haanHaan daadhiHa ha ha ha haKyun chachaa, aakhir tinkaa milaa na daadhi mein?HoooYaad aayaa haanRadha naam ki ladki thi ikOonche kad kiTumko us ki baat sunaaunArre kyaa kehti thhiKyaa aaaa karti thhiAaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaGaagar mein jab agni bhar keSar pe rakh li, rakh liAji oo sar pe rakh li, rakh liHo jamuna paaon mein pad ke boliTadpe machhli machleAji oo tadpe machhli machleHo jitni baar mujhe phoonkogeAaag lagaa keUtni baar utthegi tan seDhuen ki badli badliAji oo dhuen ki badli badliKaun thi raadhaKaun thi jamunaKaun thi raadhaKaun thi jamunaAb ki baar bataao to jaanenMirza saab ka lohaa maanenKyun kalandarBanogey bandarChullu bhar ka peena ho to laaun samandarKyun kalandarBanogey bandarGaagar mein jab agni bhar keSar pe rakh leeeSar pe rakh leeeJamuna paaon mein pad ke boliTadpi machhliTadpi machhliJitni baar mujhe phoonkoge aag laga ke
Jitni baar mujhe phoonkoge aag laga keUtni baar utthegi tan seUtni baar utthegi tan seDhuen keeeBadli badli badliAb iska jawaab to doKaan pakad karNaak pe donon ghutne tekeyUthh kar do aankhon meinAankhen daal ke dekheArre kaan pakad karNaak pe donon ghutne tekeyUthh kar do aankhon meinAankhen daal ke dekheKyun kalandarBanogey bandarChalegaa chulluYa laaun samandarSaari jawaani koi na aaya aankh milaaneAaj budhaape mein koi kaise pehchaaneKaan pakad karNaak pe jab wo ghutne tekeyKaun, kaunKaan pakad karNaak pe jab wo ghutne tekeyTab aankhon par chadh ke chashmaa aankh to dekheAchha ab ke tum sab meri baat bataaoAur na samjho tum to saare gobar khaaoEk dafaa ek dost ke ghar pe socha thaa wo ghar pe hogaaEk dafaa ek dost ke ghar pe socha thaa wo ghar pe hogaaJaa kar dekhaDost nahin haiDost nahin haiDost nahin haiUs dost ki sunder patni ko jis haal mein paayaTaubaa taubaa dekha aur pasinaa aayaaMaan ko bhi ek baar yoon hi dekha thaa lekinBehan ko dekh ke mushkil se dil ko samjhaayaAisi kitni sunder sunder naariyaan dekhi bhaiyyaaAisi kitni sunder sunder naariyaan dekhi bhaiyyaaLekinApni patni ko us haal mein dekh na paayaaApni patni ko us haal mein dekh na paayaaAb kaho kalandarHaal bataaoKaho kalandar haal bataaoVarna langdi chaal dikhaaoHaa haa haa haa haa haa haaChachaa mein to inhen bandariyaa nahin kahoonga, kyunKyunBandariyaa naaraaz ho jaayegiHa ha ha ha ha haChheee chheee chheee chheeeJaanta hoon jo soch rahe hoChheee chheee chheee chheeeJaanta hoon jo soch rahe hoNaari ka wo roop jo tum sab khoj rahey hoChheee chheee chheeeJaanta hoon jo soch rahe hoNaari ka wo roop jo tum sab khoj rahey hoAb suno jawaabMaan ko dekha behan ko dekha dekhi bhabhi achhiMaan ko dekha behan ko dekha dekhi bhabhi achhiLekinApni patni ko dekha hai kis neVidhwaaVidhwaaSachi sachi sachiSaaf kiyaaSaaf kiyaaSaaf kiyaa insaaf kiyaaSaaf kiyaa insaaf kiyaaBhai bhoolne waalon ko maaf kiyaaBhai bhoolne waalon ko maaf kiyaa.