Gao Gao Geet Aisa Gao Lyrics - Anjane Mehman | Jeevan | Sumita Sanyal | Samit Bhanja | Shyamal Mitra
in Movies
Watch the Video
Song Information
Gao gao geet aisa gao song is from Anjane Mehman (1975) and it is sung by Shyamal Mitra.It stars Jeevan, Sumita Sanyal, Samit Bhanja and Padmadevi in leading roles. This song is penned by Yogesh Kusheshwar and composed by Ajay Das. This song was released on 01 Dec 1975.
Lyrics
Gao gao geet aisa gao
Bhul ke gham muskuraate jao
Andhere mein roshni jalao
Gao gao geet aisa gao
Bhul ke gham muskuraate jao
Andhere mein roshni jalao
Gao gao geet aisa gao
Kab se mein dhundhta hun
Kaha chhipi hai bahar
Din gaya raat gayi phir sune na pukaar
Kab se mein dhundhta hun
Kaha chhipi hai bahar
Din gaya raat gayi phir sune na pukaar
Dil ki umango se mujhko aaye qaraar
Aisa to mile koi bhar de khushiyo ka pyaar
Andhere mein roshni jalao
Gao gao geet aisa gao
Rote rote kab tak bite bhala yeh safar
Jana kaha hai pata mujhko kidhar
Rote rote kab tak bite bhala yeh safar
Jana kaha hai pata mujhko kidhar
Apne chhute chhut gaya mera ghar
Samne andhera hai aur anjaani dagar
Andhere mein roshni jalao
Gao gao geet aisa gao.