Rukhasat hua to baat meri song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Rukhasat hua to baat meri maan kar gaya
Rukhasat hua to baat meri maan kar gaya
Jo uske paas tha wo mujhe daan kar gaya
Rukhasat hua to baat meri maan kar gaya
Rukhasat hua to baat meri maan kar gaya


Bichhada kuchh is adaa se ke rut hi badal gayi
Bichhada kuchh is adaa se ke rut hi badal gayi
Ik shakhs sare shehar ko viraan kar gaya
Rukhasat hua to baat meri maan kar gaya
Rukhasat hua to baat meri maan kar gaya


Dilchasp waqya hai ke kal ik aziz dost
Dilchasp waqya hai ke kal ik aziz dost
Apne muft par mujhe qurbaan kar gaya
Rukhasat hua to baat meri maan kar gaya
Rukhasat hua to baat meri maan kar gaya


Kitani sudhar gayi hai judaai mein zindagi
Kitani sudhar gayi hai judaai mein zindagi
Haa wo jafa se mujhpe to ehsaan kar gaya
Rukhasat hua to baat meri maan kar gaya
Rukhasat hua to baat meri maan kar gaya


Khalid main baat baat par kehta tha jisko jaan
Khalid main baat baat par kehta tha jisko jaan
Wo shakhs akharat mujhe bejaan kar gaya
Rukhasat hua to baat meri maan kar gaya
Rukhasat hua to baat meri maan kar gaya
Jo uske paas tha wo mujhe daan kar gaya
Rukhasat hua to baat meri maan kar gaya
Rukhasat hua to baat meri maan kar gaya.