LyricsTashan

Dekhna Bhi To Unhe Door Se Lyrics - Ustad Ghulam Ali

in Movies

Watch the Video

Song Information

Dekhna bhi to unhe door se song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.

Lyrics

Dekhna bhi to unhe door se dekha karna
Dekhna bhi to unhe door se dekha karna
Shewa e ishq nahi husn ko ruswa karna
Dekhna bhi to unhe door se dekha karna
Dekhna bhi to unhe door se dekha karna


Ik nazar hi teri kafi hai ki e rahate jaan
Ik nazar hi teri kafi hai ki e rahate jaan
Kuchh bhi dushwar na tha
Mujhko shaqe baad karna
Dekhna bhi to unhe door se dekha karna


Ik nazar hi
Teri nazar ke nishane badlte rehte hai
Teri nazar ke nishane badlte rehte hai
Yeh log tere bahane badlte rehte hai
Dekhna bhi to unhe door se dekha karna
Shewa e ishq nahi husn ko ruswa karna
Dekhna bhi to unhe door se dekha karna


Ik nazar hi teri kafi hai ki e rahate jaan
Ik nazar hi ik nazar hi
Teri kafi hai ki e rahate jaan
Kuchh bhi dushwar na tha
Mujhko shaqe baad karna
Dekhna bhi to unhe door se dekha karna


Unko yan adate aa lene de
Unko yan adate aa lene de aye abre bahar
Unko yan adate aa lene de aye abre bahar
Aye abre bahar
Unko yan adate aa lene de aye abre bahar
Jis tarah chahana phir baad mein barasa karna
Dekhna bhi to unhe door se dekha karna


Kuchh samajh mein nahi aata
Kuchh samajh mein nahi
Aata ke ye kya hai hasrat
Kuchh samajh mein nahi
Aata ke ye kya hai hasrat
Kuchh samajh mein nahi nahi nahi nahi nahi
Kuchh samajh mein nahi
Aata ke ye kya hai hasrat
Unse mil kar bhi na izhare e tamanna karna
Dekhna bhi to unhe door se dekha karna
Dekhna bhi to unhe door se dekha karna
Shewa e ishq nahi husn ko ruswa karna
Dekhna bhi to unhe door se dekha karna
Unko yan adate aa lene de aye abre bahar.

Related Songs

More songs from Parchhaiyan (1997)
More songs of Ustad Ghulam Ali