Ek wada hai kisi ka jo wafa song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi
Warna in tasro bhari raato mein kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi


Jee mein aata hai ulat de
Unke chehare se naqaab
Jee mein aata hai ulat de
Unke chehare se naqaab
Hausala karate hai lekin hausala hota nahi
Warna in tsaro bhari raato mein kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi


Shamma jiski aabru par jan de de jhum kar
Shamma jiski aabru par jan de de jhum kar
Wo patanga jal to jata hai fana hota nahi
Warna in tarso bhari raato mein kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi


Ek muddat se rah o rasm e nazara band hai
Ek muddat se rah o rasm e nazara band hai
Ab to unka tur par bhi samana hota nahi
Warna in tasro bhari raato mein kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi.