Rona kabhi nahin ronaChahe toot jaaye koyi khilona, khilonaSona chupke se sonaChahe toot jaaye sapna salona, salonaDukh sukh ki kya baat haiKya din hai kya raat haiAansu bhi muskaan baneinYeh to apne hath haiAashaon ki dori mein sadaTum mann ke phool pironaRona kabhi nahin ronaChahe toot jaaye koyi khilona, khilonaDekho bachchon baag meinSab kaliyan nahin khiltiDuniya mein insan koSab cheezein nahin miltiJo apna nahin tum uske liye
Jo apna hai nahin khonaRona kabhi nahin ronaChahe toot jaaye koyi khilona, khilonaRang se aur na dhaam seZaat se aur na naam seIzzat milti hai yahanDekho achche kaam seKoi kaam bura tum mat karnaBadnaam kabhi nahin honaRona kabhi nahin ronaChahe toot jaaye koyi khilona, khilonaSona chupke se sonaChahe toot jaaye sapna salona, salonaRona chacha nahin ronaChahe toot jaaye koyi khilona, khilona