Rani kahe ki gudiya kahe song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ram Babu. This song was released on 24 Sep 1988.
Rani kahe ke gudiya kahe
Aasha kahe ke sapna kahe
Kya rakhe tera naam
O kya rakhe tera naam
Pukare tujhe pukare tujhe
Kya kahke
Rani kahe ye gudiya kahe
Asha kahe ke sapna kahe


Zindagi ka har lamha
Madhu ki amanat hain
Yahi to sachai hain
Yahi to hakikat hain
Kudrat ka hain khel azib
Kudrat ka hain khel azib
Rahne nahin deti apno ko karib
Apno ko karib


God mein teri rani abhi tak
Dekha nahin tera mukhda
Chanda ke dekho
Chanda ka tuhi tukda
Chanda ka tuhi tukda
Juhi kahe ke bela kahe
Khushboo kahe ke phulwa kahe
Kya rakhe tera naam
O kya rakhe tera naam
Pukare tujhe pukare tujhe
Kya kahke
Rani kahe ye gudiya kahe
Asha kahe ke sapna kahe


O sathiya o beliya
Khushi hain adhuri mere tere bina
Darti hoon main to mukhda dikha
Har koi dekhe yaha rashta tera
Jism jal jata hain rakh rah jati hai
Bahte hue pani mein wo bhi bah jati hain
Mahakte rahte hain yado ke phool
Mahakte rahte hain yado ke phool
Jeevan kya hain muthi bhar dhul
Muthi bhar dhul


Kya rakhe tera naam
O kya rakhe tera naam
Pukare tujhe pukare tujhe
Kya kahke
Rani kahe ye gudiya kahe
Asha kahe ke sapna kahe.

More songs from Paap Ko Jalaa Kar Raakh Kar Doonga (1988)