Rangeen baharen hai song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Rangeen bahare hai
Ye rangeen bahare
Rangeen bahare hai
Ye rangeen bahare
Aise mein sunaye kise hum
Dil ki pukare
Rangeen bahare rangin bahare
Hai ye rangeen bahare


Takdir ne idhar
Makhmali kalin bichayi
Takdir ne idhar
Makhmali kalin bichayi
Haryali arman bhari
Masti mein aayi
Haryali arman bhari
Masti mein aayi
Ye kisne
Ye kisne soor mein mere
Soor milaya
Ye kisne kisko jungle mein pukara
Kano ka ek hiran hai
Ban mein aaya
Ban mein aaya
Usi ki aur hai mera ishara
Kano ka ek hiran hai
Ban mein aaya
Ban mein aaya
Usi ki aur hai mera ishara
Mera ishara


Hiran ho ya ke ho hirni nirali
Hiran ho ya ke ho hirni nirali
Na jayega nishana mera khali
Rangin bahare hai
Ye rangin bahare
Rangin bahare hai
Ye rangin bahare
Aise mein sunaye kise
Hum dil ki pukare
Rangeen bahare
Rangeen bahare hai
Ye rangeen bahare.