Jal Jaane Do Is Duniya Ko Lyrics - Suprava Sarkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Jal jaane do is duniya ko song is from My Sister (1944) and it is sung by Suprava Sarkar.It stars Saigal in leading roles. This song is penned by Pandit Bhushan and composed by Pankaj Mullick. This song was released on 01 Jan 1944.
Lyrics
Jal jaane do is duniya ko duniya ko
Jab ismein sachcha pyaar nahin
Yahaan dil thhukraaye jaate hain
Aur koi aur koi
Aur koi kisi ka yaar nahin
Jal jaane do jal jaane do
Ye garaz nahin ye garaz nahin
Koi khudgarzon ki basti hai
Inhen lene ko inhen lene ko
Taiyyaar hain sab
Dene ko koi taiyyaar nahin
Jal jaane do jal jaane do
Aankhon mein kisi ki sharam nahin
Sab ek haram ke nange hain
Aankhon mein kisi ki sharam nahin
Sab ek haram ke nange hain
Matlab ke matlab ke hain
Laakhon dost magar
Gham khwaar nahin
Gham khwaar nahin
Jal jaane do jal jaane do
Jal jaane do is duniya ko is duniya ko
Jab ismein sachcha pyaar nahin
Yahaan dil thukraaye jaate hain
Aur koi aur koi
Aur koi kisi ka yaar nahin.