Pyari bole bulbul padosan song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Pyari bole bulbul padosan bole kauwa
Pyari bole bulbul padosan bole kauwa
Kisi ka mai chaila kisi ke liye hauwa
Pyari bole bulbul padosan bole kauwa
Kisi ka mai chaila kisi ke liye hauwa
Kisi ke liye hauwa


Dil apna apna pasand apni apni
Dil apna apna pasand apni apni
Koi khaye laddu kisi ko bhaye chatni
Koi khaye laddu kisi ko bhaye chatni
Koi bane raja
Koi bane raja chadake ek pauwa
Kisi ka mai chaila kisi ke liye hauwa
Pyari bole bulbul padosan bole kauwa
Kisi ka mai chaila kisi ke liye hauwa
Kisi ke liye hauwa


Jake fir na aaya zamana wo gulabi
Jake fir na aaya zamana wo gulabi
Uth gayi haye re wo mahfil nawabi
Uth gayi haye re wo mahfil nawabi
Mara mara ghume
Mara mara ghume bechara lakh nauwa
Kisi ka main chaila kisi ke liye hauwa
Pyari bole bulbul padosan bole kauwa
Kisi ka mai chaila kisi ke liye hauwa
Kisi ke liye hauwa


Aankh walo aankho pe karo na bharosha
Aankh walo aankho pe karo na bharosha
Mano ya na mano pyare duniya hai dhokha
Mano ya na mano pyare duniya hai dhokha
Udta hai jab tak
Udta hai jab tak uda lo kan kauwa
Pyari bole bulbul padosan bole kauwa
Kisi ka main chaila kisi ke liye hauwa
Kisi ke liye hauwa.