Naiya jaldi le chalo mujhe song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Naiya jaldi le chalu
Mujhe saiya ke angana
Uske liye daud ke
Le aaya hu main kangana
Uske liye daud ke
Le aaya hu main kangana


Naiya jaldi le chalu
Mujhe saiya ke angana
Uske liye daud ke
Le aaya hu main kangana
Uske liye daud ke
Le aaya hu main kangana


Aas leke janam ki
Pas mere aayi hai
Aas leke janam ki
Pas mere aayi hai
Mehandi hai hatho me
Nangi kalai hai
Nangi kalai hai
Laz se bechari baithe
Sakhiyo ke sang na
Uske liye daud ke
Le aaya hu main kangana
Uske liye daud ke
Le aaya hu main kangana


Pyar ka ye ek hi
Tar ka sitar hai
Pyar ka ye ek hi
Tar ka sitar hai
Rag hai sindur ka
Suhag ki jhankar hai
Rag hai sindur ka
Suhag ki jhankar hai
Iske bina fagun mein bhi
Gori khele rang na
Uske liye daud ke
Le aaya hu main kangana
Uske liye daud ke
Le aaya hu main kangana


Tulsi ke pyar mein ratna diwani
Tulsi ke pyar mein ratna diwani
Tulsi ki ratna ko kangna nishani
Kangana nishani
Sona jaisa pyar mera
Kabhi lage jung na
Uske liye daud ke
Le aaya hu mai kangana
Uske liye daud ke
Le aaya hu main kangana
Naiya jaldi le chalu
Mujhe saiya ke angana
Uske liye daud ke
Le aaya hu main kangana
Uske liye daud ke
Le aaya hu main kangana.