Pyar Kabhi Kam Nahi Karna Lyrics - Prem Pratigyaa | Madhuri Dixit | Vinod Mehra | Mithun Chakraborty | Bappi Lahiri | Asha Bhosle
in Movies
Watch the Video
Song Information
Pyar kabhi kam nahi karna song is from Prem Pratigyaa (1989) and it is sung by Bappi Lahiri and Asha Bhosle.It stars Madhuri Dixit, Vinod Mehra and Mithun Chakraborty in leading roles. This song is penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai) and composed by Bappi Lahiri. It is produced by B. Loganathan. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
pyar kabhi kam nahi karna koi sitam kar lena
pyar kabhi kam nahi karna koi sitam kar lena
mar jayenge aashik warna itna karam kar lena
pyar kabhi kam nahi karna koi sitam kar lena
meri subah or meri sham aati hai lekar aapka nam
aapke hi kadmo me sanam gujregi meri umar tamam
hamko juda mat karna chahe sar ko kalam kar dena
pyar kabhi kam nahi karna koi sitam kar lena
maine apni khusiya tamam kar di aaj se aapke nam
pyar ka jab agaz kiya kyu soche inka anzam
inka anzam inka anzam
dil me hamare teero ki barkha jitna ho dam kar lena
pyar kabhi kam nahi karna koi sitam kar lena
mar jayenge aashik warna itna karam kar lena
pyar kabhi kam nahi karna koi sitam kar lena