Preet kiye dukh hoye song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Preet kiye dukh hoye
Yeh jaane sab koy
Yeh jaane sab koy
Neha laga ke pachhtana kya
Neha laga ke pachhtana kya
Preet kiye dukh hoye
Yeh jaane sab koy
Neha laga ke pachhtana kya
Neha laga ke pachhtana kya


Ghar ka deepak aag lagata
Ghar ka deepak aag lagata
Mitha badal dard bhadata
Mitha badal dard bhadata
Bijli se dar jana kya
Bijli se dar jana kya
Neha laga ke pachhtana kya


Dur rahke majbur rahe jo
Dur rahke majbur rahe jo
Paas mein aakar dur rahe jo
Paas mein aakar dur rahe jo
Aiso ko dard sunana kya
Aiso ko dard sunana kya
Neha laga ke pachhtana kya


Jakar ke jo phir na aaye
Jakar ke jo phir na aaye
Ram kare wo chain na paye
Ram kare wo chain na paye
Jaane walo ko bulana kya
Jaane walo ko bulana kya
Neha laga ke pachhtana kya
Preet kiye dukh hoye
Yeh jaane sab koy
Neha laga ke pachhtana kya
Neha laga ke pachhtana kya.