Yeh pyar ki raate song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Yeh pyar ki raate
Yeh aaj ki baate
Dildar yaad rakhna
Humse kiye hai kya kya
Ikrar yaad rakhna
Ha yeh pyar ki raate
Yeh aaj ki baate


Teri nazar ne haye
Kya kya kiye ishare
Chand sitare has ke pukare
Hum tumhare
Dil mein hamare rahna
Sarkar yaad rakhna
Ha yeh pyar ki raate
Yeh aaj ki baate


Khamosh kyu ho aakhir
Kya marzi hai tumhari
Kya tumse saf keh du
Kya sochta hu pyari
Do aankhe yeh tumhari
Do aankhe yeh humari
Jab mil gayi to hongi
Gumchar yaad rakhna
Ha yeh pyar ki raate
Yeh aaj ki baate
Dildar yaad rakhna
Humse kiye hai kya kya
Ikrar yaad rakhna
Ha yeh pyar ki raate
Yeh aaj ki baate


Dil mein hi bas mein aayi
Yeh bole haye jawani ho ho
Dil ke badle aaj hume
Kya doge nishani
Apni nishani
Hum dete hai dil tumko
Sarkar yaad rakhna
Ha yeh pyar ki raate
Yeh aaj ki baate


Dil leti ho to lelo
Warna jawab de do
Baate ki agar hai
Mera hisab de do
De do de do de do
Marungi warna dil pe
Talwar yaad rakhna
Yeh pyar ki raate
Yeh aaj ki baate
Dildar yaad rakhna
Humse kiye hai kya kya
Ikrar yaad rakhna
Ha yeh pyar ki raate
Yeh aaj ki baate.