Darshan Huye Tumhaare Lyrics - Prithviraj Kapoor | Kanan Devi | Devbala | Pahadi Sanyal

1937

Lyrics

Darshan huye tihaare saajan
Jaage bhaag hamaare
Darshan huye tihaare saajan
Jaage bhaag hamaare

Rang daalaa mohe prem rang mein
Umang umang hai ang ang mein
Rang daalaa mohe prem rang mein
Umang umang hai ang ang mein
Cheet mein basat ab nainaa tihaare
Pyaare pyaare ati nyaare saajan
Cheet mein basat ab nainaa tihaare
Pyaare pyaare ati nyaare saajan
Jaage bhaag hamaare
Darshan huye tihaare saajan
Jaage bhaag hamaare

Aankhon ke aaj saamne
Aankhon kaa chaand hai
Aawaaz deke aaj teraa
Chaand mand hai
Bhool rahe hain sitaare
Bhool rahe hain sitaare
Bhool rahe hain sitaare
Bhool rahe hain sitaare.