Ambuaa Ki Daali Daali Lyrics - Prithviraj Kapoor | Kanan Devi | Devbala

1937

Lyrics

Ambuaa ki daali-daali
Jhoom rahi hai aali
Ambuwa ki daali-daali
Jhoom rahi hai aali
Main pee kar madh ki pyaali
Yun chaal chaloon matwali
Aa ha ha ha ha

Main pee kar madh ki pyaali
Yun chaal chaloon matwali
Ambuwa ki daali-daali
Jhoom rahi hai aali
Ambuwa ki daali-daali
Jhoom rahi hai aali
Matwali matwali
Matwali matwali
Matwali matwali

Main chaal chaloon matwali
Main chaal chaloon matwaali
More angna mein aaye aali-aali
Main chaal chaloon matwaali
Jhoom rahi hai aali
Ambuaa ki daali
Jhoom rahi hai aali
Ambuaa ki daali
Ambuaa ki daali-daali
Jhoom rahi hai aali.