Paas mera ghar hai song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Paas mera ghar
Hai aji aayi yeh
Ek pyale chaai
Pite jaayi yeh
Paas mera ghar
Hai aji aayi yeh
Ek pyale chaai
Pite jaayi ye
Achha chai kya hai
Khana bhi main khaunga
Par aaj nahin main
Aur kisi din aaounga
Par aaj nahin main
Aur kisi din aaounga
Paas mera ghar
Hai aji aayi ye


Aaj mujhe dedi se
Tumko milvana hain
Aaj mujhe dedi se
Tumko milvana hain
Pyar ka rang daal
Ke chai pilana hain
Aaj mujhe ek dost ki
Shaadi mein jaana hai
Waada kiya hai maine
Wada nibhana hain
Apni shaadi ka
Chakkar chalai yeh
Ek pyale chaai
Pite jaayi yeh
Na na chai kya hai
Khana bhi main khaunga
Par aaj nahin main
Aur kisi din aaounga
Par aaj nahin main
Aur kisi din aaounga
Paas mera ghar
Hai aji aayi yeh


Mere ghar mein
Aapki aisi khatir hogi
Mere ghar mein
Aapki aisi khatir hogi
Jo chiz aap kahonge
Fauran hazir hogi
Jaan gaya kyun ghar
Pe bula rahi ho tum
Shaadi ka koi chakkar
Chala rahi ho tum
Jhaal mein na
Mujhko fasai yeh
Ek pyale chaai
Pite jaayi yeh
Are chai kya hai khana
Bhi main khaunga
Par aaj nahin main
Aur kisi din aaounga
Par aaj nahin main
Aur kisi din aaounga


Paas mera ghar
Hai aji aayi yeh
Ek pyale chaai
Pite jaayi yeh
Achha chai kya hai
Khana bhi main khaunga
Par aaj nahin main
Aur kisi din aaounga
Par aaj nahin main
Aur kisi din aaounga
Par aaj nahin main
Aur kisi din aaounga
Par aaj nahin main
Aur kisi din aaounga.