Om jai jai mahadev song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1955.
Om jai jai jai mahaadev
Shwetaambar peetaambar
Kati mein baaghambar saaje
Kati mein baaghambar saaje
Gal maala rundan ki
Gal maala rundan ki
Kar damru baaje
Om jai jai jai mahaadev


Sheesh jata bahe ganga
Ujjwal chandraanan sohe
Ujjwal chandraanan sohe
Swaami samaadhi lagaaye
Swaami samaadhi lagaaye
Tribhuwan man mohe
Om jai jai jai mahadev


Neelkanth bhaktan hit
Tumne vish ka paan kiya
Tumne vish ka paan kiya
Asuron ko sanhaar ke
Asuron ko sanhaar ke
Jag ka traan kiya
Om jai jai jai mahadev


Roop alaukik ardhnaareeshwar
Tum ho tripuraari
Trilochan tum ho tripuraari
Shiv shankar pralaynkar
Shiv shankar pralaynkar
Taandav vyathidhaari
Om jai jai jai mahadev
Om jai jai jai mahadev
Om jai jai jai mahadev.