Neendiya tu mat sona song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Salahuddin Parvez. This song was released on 24 Oct 1986.
Neendiya ori neendiya
Jag ko sulana sare
Jag ko sulana
Tu mat sona warna
Mera ye chota sa
Bacha jag jayega


Jag ko sulana sare
Jag ko sulana
Jag ko sulana sare
Jag ko sulana
Neendiya tu mat
Sona mat sona
Tu mat sona


Apne rath pe bithake mujhe
Phoolo mein sajake mujhe
Aankho mein basake mujhe
Hotho mein rachake le jana
Ori neendiya tu
Mat sona mat sona
Tu mat sona
Are pagle ab so bhi ja na


Band galiya huyi hain
Sab saheliya huyi band
Palko ke ghar mein
Rang raliya huyi hain
Band galiya huyi hain
Sab saheliya huyi band
Palko ke ghar mein
Rang raliya huyi hain
Band aise mein kar de dono
Aaankho ka hasna hasana
Ori neendiya tu mat
Sona mat sona
Jag ko sulana sare jag ko sulana
Neendiya ori neendiya tu
Mat sona mat sona
Tu mat sona tu mat sona.