Nazar Se Dur Jaanevaale, Bahaaren Phir Bhi Aayengi Lyrics - Karan Dewan | Nargis Dutt | Lata Mangeshkar
1949
Lyrics
nazar se dur janevale dil se dur na karna
meri aankho ko rone par kahi majbur na karna
meri aankho ko rone par kahi majbur na karna
bahare phir bhi aayegi
magar ham tum juda honge
ghataye phir bhi chayegi
magar ham tum juda honge bahare
magar ham tum juda honge
ghataye phir bhi chayegi
magar ham tum juda honge bahare
jahan chhup chhup ke ham milte
jahan chhup chhup ke ham milte the
sajan vo gali hamko isharo se bulayegi
magar ham tum juda honge
bahare phir bhi aayegi
magar ham tum juda honge bahare
jahan chhup chhup ke ham milte the
sajan vo gali hamko isharo se bulayegi
magar ham tum juda honge
bahare phir bhi aayegi
magar ham tum juda honge bahare
sandesa pyar ka layegi savan ki javan rate
pavan jhumegi gayegi magar
ham tum juda honge
bahare phir bhi ayegi magar
ham tum juda honge bahare
pavan jhumegi gayegi magar
ham tum juda honge
bahare phir bhi ayegi magar
ham tum juda honge bahare
jahan chhup chhup ke ham milte
the sajan vo gali hamko
isharo se bulayegi magar
ham tum juda honge
bahare phir bhi ayegi magar
ham tum juda honge bahare
the sajan vo gali hamko
isharo se bulayegi magar
ham tum juda honge
bahare phir bhi ayegi magar
ham tum juda honge bahare