Bedard zamaane kyaa terii song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
us dil kii qismat kyaa kahiye
us dil kii qismat kyaa kahiye
jis dil kaa sahaaraa koii nahiin
bedard zamaane kyaa terii
(bedard zamaane kyaa terii mahafil men hamaare koii nahiin)-2
bedard zamaane
is gam kii raat ke aanchal men,vaise to hazaaron taare hain
(vaise to hazaaaron taare hain)-2
banajaaye jo aas musaafir kii
banajaaye jo aas musaafir kii aisaa hii sitaaraa koii nahiin
bedard zamaane
ulfat ke chaman men aii naadaan
ulfat ke chaman men aii naadaan kyuun dhuundh rahaa hai kaliyon ko
yahaan gam ke kaante uthate(chubate?) hain
yahaan gam ke kaante uthate hain, phuulon kaa nazaaraa koii nahiin
bedard zamaane