Nazar milaao song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Nazar milaao
Pataa chalegaa
Nazar milaao pataa chalegaa
Ke husn kyaa hai shabaab kyaa hai
Wo zindagi ka suroor hoon main
Wo zindagi ka suroor hoon mein
Ke mere aage sharaab kyaa hai


Aaaaaaaa aaaa mmmm
Aaaaaaaa aaaa hmmm
Aaaaa aaaaa hmmm


Jawaan nazren
Ghuli huyi hain
Haseen baahen khuli huyi hain
Tumhen qasam hai
Meri qasam hai
Tumhen qasam hai meri qasam hai
Kareeb aao hijaab kyaa hai


Ye hontth jaise
Bhare hon saagar
Ye hontth jaise
Bhare hon saagar
Mein sar se paaon
Tak tamaam mahshar
Mein sar se paaon
Tak tamaam mahshar
Mere badan ki
Misaal kyaa hai
Mere badan ki misaal kyaa hai
Mere labon ka jawaab kyaa hai


Aaaaaaaa aaaa aaaaa hmmmm
Aaaaaaaa aaaa aaaa hmmmm


Kahaan ki duniyaa
Kahaan ki uqbaa
Na mujhko darr hai
Na koi parwaah
Aaaa aaaa aaaaa
Jo dil jawaan hai
To kaun soche
Jo dil jawaan hai to kaun soche
Sabaab kyaa hai
Azaab kyaa hai
Nazar milaao pataa chalegaa
Ke husn kyaa hai shabaab kyaa hai
Wo zindagi ka suroor hoon mein
Ke mere aage sharaab kyaa hai.