Nanhe tu aafat karta hain song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Are re re re re toba toba
Nanhe tu aafat karta hain
Roj ek shararat karta hain
Is toda usko foda
Isko feka aur usko moda
Har dam tu ladta hai toba
Haajid hoon main tujhse
Peetunga main tujhse paati
Peetunga main tujhse paati
De de de de de jo tu nahin maana
Kuchh bhi ho tum
Humko karte ho pyar nana


Nanhe tu aafat karta hain
Roj ek shararat karta hain
Peetunga main tujhse paati
Jo tu nahin maana
Kuchh bhi ho tum
Humko karte ho pyar nana
Nanhe tu aafat karta hain


Are waah re chinttu teri ye khaal
Apne munh se apna vakhaan
Chhota sa munh lambi jabaan
Bas bas bas thak jaaoge


Are kyun nahin mere nanhe jawaan
Tujhko mera kitna hain khayaal
Aage kya hai tera bayaan
Jo tum sikhlaoge
Achha to aao sikhlata hoon
Kal aaunga ab jaata hoon
Achha to aao sikhlata hoon
Kal aaunga ab jaata hoon
Sach much pit jaayega
Gar pal lut na aaya
Kuchh bhi ho tum
Humko karte ho pyar nana.