LyricsTashan

Nahin Achcha Hai Lyrics - Gawaiya | Jeevan | Sapru | Surendra | Mubarak Begum

in Movies

Watch the Video

Song Information

Nahin achcha hai song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by RB Production. This song was released on 01 Jan 2018.

Lyrics

Aa aa aa aa aa aa aa
Nahin achcha hai
Pyaar bhare dil ko sataana
Nahin achcha hai
Pyaar bhare dil ko sataana
Bada naazuk hai ae
Bada naazuk hai
Bada naazuk hai
Haaye balam tumne na jaana
Nahin achcha hai


Tod ke tu dil mera aa
Ik din bahut pachhtaayega
Bewafa apne kiye par
Aa tu hi sharmaayegaa aa aa
Saza ab tak ki milti hai
Kaisa hai zamaana
Bada naazuk hai ae
Bada naazuk hai
Bada naazuk hai
Haaye balam tumne na jaana
Nahin achcha hai


Hai meri itni khata aa
Ki maine tujhe pyaar kiya
Aa aa aa aa aa aa aa aa aa
Hai meri itni khata aa
Ki maine tujhe pyaar kiya
Bholi soorat ka
Dil o jaan se
Aitbaar kiyaa
Aa aa aa khud ko bhi
Aata balam dil ka lagaana
Bada naazuk hai ae
Bada naazuk hai
Bada naazuk hai
Haay balam tumne na jaana
Nahin achcha hai
Pyaar bhare dil ko sataana
Nahin achcha hai.

Related Songs

More songs from Gawaiya (1954)
More songs of Jeevan
More songs of Sapru
More songs of Surendra
More songs of Mubarak Begum