Mubarak ho tumhe pyare song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by P. Nageswara Rao. This song was released on 01 Jan 2018.
Mubarak ho tumhe pyare
Mubarak din ka yeh aana
Tumhi kahe do tumhe kya du
Bhala mein aaj nazarana
Mubarak ho tumhe pyare
Mubarak din ka yeh aana
Nazar kar de ho dil apna
Isi ko aaj thukarana
Mubarak ho


Aaj meri har ada mein
Pyar ka andaz hai
Kya bata wo dil mein
Mere kaun sa ek raz hai
Aaj meri har ada mein
Pyar ka andaz hai
Sun le zara tujhpe hua
Sun le zara tujhpe hua
Dil yeh deewana
Dil yeh deewana
Mubarak ho tumhe pyare
Mubarak din ka yeh aana
Tumhi kahe do tumhe kya du
Bhala mein aaj nazarana
Mubarak ho


Tumhi meri zimdagi
Ke jagte armaan ho
Mein tumhare kaun sa din
Dekhu mein pehchan lo
Tumhi meri zimdagi
Ke jagte armaan ho
Tum se piya chhod diya
Tum se piya chhod diya
Kisi ko apna na
Mubarak ho tumhe pyare
Mubarak din ka yeh aana
Tumhi kahe do tumhe kya du
Bhala mein aaj nazarana
Mubarak ho tumhe pyare
Mubarak din ka yeh aana
Nazar kar de ho dil apna
Isi ko aaj thukarana
Mubarak ho.