Meri bhains ko danda kyo maara song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ajit Chakraborty. This song was released on 01 Jan 2018.
Kyun maara kyun maara
Kyun maara
Kyun kyun kyun kyun kyun
Kyun kyun kyun kyun kyun kyun
Meri bhains ko danda
Meri bhains ko danda kyun maara
Wo khet mein chaara charti thi
Tere baap ka wo kya karti thi aaa aaa
Meri bhains ko danda kyun maara
Wo khet mein chaara charti thi
Tere baap ka wo kya karti thi aaa aaa
Meri bhains ko danda kyun maara


Wo laddoo pede khaati hai haan
Wo pedon pe chadh jaati hai haan
Wo laddoo pede khaati hai
Wo pedon pe chadh jaati hai
Ye machar been bajaate hain
Wo apna raag sunaati hai
Wo thummak thummak naache
Jab main dil ka bajaaun
Main dil ka bajaaun....iktaara
Meri bhains ko danda
Meri bhains ko danda kyun maara
Wo khet mein chaara charti thi
Tere baap ka wo kya karti thi aaa aaa
Meri bhains ko danda kyun maara


Arre ghar ka ye ik station hai haan
Aur jhandi pyaari pyaari hai haan
Arre ghar ka ye ik station hai
Aur jhandi pyaari pyaari hai
Hum sab to rail ke dibbe hain
Wo apni engine gaadi hai
Wo gussa jab bhi karti hai
To ban jaati hai
To ban jaati hai angaara
Meri bhains ko danda
Meri bhains ko danda kyun maara
Wo khet mein chaara charti thi
Tere baap ka wo kya karti thi aaa aaa
Meri bhains ko danda kyun maara


Bondhu re bondhu re
Wo jaan se badhkar pyaari hai
Bondhu re bondhu re
Kyaa bolun main
Kyaa bolun main ik kataari hai
Bondhu re bondhu re
Wo jaan se badhkar pyaari hai haan
Kyaa bolun ik kataari hai haan
Wo jaan se badhkar pyaari hai
Kyaa bolun ik kataari hai
Kajraari uski ankhiyaan hain
Is baat pe apni yaari hai
Maine to apni kallo ka hai naam rakha
Hai naam rakha...jahaanara


Meri bhains ko danda
Meri bhains ko danda kyun maara
Wo khet mein chaara charti thi
Tere baap ka wo kya karti thi aaa aaa
Meri bhains ko danda kyun maara
Wo khet mein chaara charti thi
Tere baap ka wo kya karti thi aaa aaa
Meri bhains ko danda kyun maara
Wo khet mein chaara charti thi
Tere baap ka wo kya karti thi aaa aaa
Meri bhains ko danda kyun maara
Wo khet mein chaara charti thi
Tere baap ka wo kya karti thi aaa aaa
Meri bhains ko danda kyun maara.