Mango Na Paisa Lyrics - Char Minar | Helen | Nasir Khan | Bhagwan | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Mango na paisa song is from Char Minar (1956) and it is sung by Mohammed Rafi.It stars Helen, Nasir Khan, Bhagwan, Altaf in leading roles. This song is penned by Verma Malik, Vishwamitra Adil and composed by Sardul Singh Kwatra. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Mango na paise
Mango na paise
Mango na paise
Mango na paise
Mango na paise sage baap se
Ye kehta hu mai aap se
Bach ke rehna is paap se
Mango na paise
Mango na paise
Mango na paise sage baap se
Jholi failana bura
Mang ke khana bura
Are jholi failana bura
Mang ke khana bura
Dujhe ke maal bhi kanchi chalan bura
Aayega paisa chup chap se
Ye kehta hu mai aap se
Mango na paise sage baap se
Teri pipli papila hira happa
Teri chikali tanaiya gol gappa
Happa gol gappa
Chahe itarake chalo
Chahe langdake chalo
Duniya ko goli maro
Tenga dikhala ke chalo
Duniya ko goli maro
Tenga dikhala ke chalo
Chalta hai kaam chup chap se
Ye kehta hu mai aap se
Mango na paise sage baap se
Paise ke peer dekho
Dil ke fakir
Resham ke daal piche
Chandi ki teel dekho
Resham ke daal piche
Chandi ki teel dekho
Marega mola marela mola
Inhe taap se
Ye kehta hu mai aap se
Mango na paise sage baap se
Teri pipli papila hira happa
Teri chikali tanaiya gol gappa
Baja bajate jao
Tabla khadkate jao
Do din ki jindagi hai gana bhi gate jao
Do din ki jindagi hai gana bhi gate jao
Nachegi duniya
Nachegi duniya nachegi duniya
Teri aap se ye kehta hu mai aap se
Mango na paise
Mango na paise sage baap se
Ye kehta hu mai aap se
Bach ke rehna is paap se
Mango na paise
Mango na paise
Mango na paise sage baap se.