Ek Chai Pyali Lyrics - Zamana Badal Gaya | Helen | Chand Usmani | Bhagwan | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Ek chai pyali song is from Zamana Badal Gaya (1961) and it is sung by Mohammed Rafi.It stars Helen, Chand Usmani, Bhagwan, Iftekhar in leading roles. This song is penned by H.A. Rahbar and composed by Iqbal Qureshi. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Ek chai ki pyali
Ek ek ek chai ki pyali
Ek ek ek chai ki pyali
Na lambi bas jaisi ho
Na ho kismat ki wo heti
Na thigni is kadar ko
Ke meri malum ho peti
Na lambi ho lambi ho
Na itni feti ho
Ke rail ka fatak bhi sharmaye
Na itni dubli ho
Ke haddi pasli tak najar aaye
Na dubli ho
Na dubli ho
Kayi khubio wali
Tirchi tirchi tirchi najro wali
Gori gori gori gori ho ya kali
Aye do jaha ke wali
Mil jaye to fir
Ek ek ek chai ki pyali
Ek ek ek chai ki pyali
Na ho bimar itni
Doctor rozana ghar aaye
Na itni tandrusht ho
Khate khate mujhko kha jaye
Na ho bimar wo
Na ho bimar wo
Na itni kali ho ke
Dil mera kadwa masala ho
Na gori is kadar ho
Ke jamana chahne wala ho
Na gori ho
Na gori ho
Nazo ki wo pali
Tirchi tirchi tirchi najro wali
Gori gori gori gori ho ya kali
Aye do jaha ke wali
Mil jaye to fir
Ek ek ek chai ki pyali
Ek ek ek chai ki pyali
Ek chai banane wali
Ek ek ek chai ki pyali
Ek ek ek chai ki pyali.